Thursday, August 9, 2007

Rangeela - Pyar yeh jaane

Your Ad Here

Kavitha Krishnamurthy:
Pyar yeh jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuch aisa hai
kabhi dard ye deta hai, kabhi chain ye deta hai
kabhi ghum deta hai, kabhi khushi deta hai

Suresh wadkar:

aah...aah...aah...aah...
Din tho guzar jatha hai, jiske khayaalon mein
raatein gujarthi hai, uski hee yaadon mein

Kavitha Krishnamurthy:
Vakht milan ka aaye, tho baahon mein
Jhoomein bahaarein, phoolon ki kaliyon mein

Suresh wadkar:
Bhavroon ko doli aaye
kaliyoon pe woh mandraaye
dar ye fiza ka bhi dil se mitaaye

Kavitha Krishnamurthy:
Pyar yeh jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuch aisa hai
kabhi dard ye deta hai, kabhi chain ye deta hai
kabhi ghum deta hai, kabhi khushi deta hai

Suresh wadkar:
Pyar yeh jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuch aisa hai
kabhi dard ye deta hai, kabhi chain ye deta hai
kabhi ghum deta hai, kabhi khushi deta hai

Kavitha Krishnamurthy:
Ho..Ho.. Aakhoon mein chaai sapnaa banke
koi paraaya aaya apnaa banke

Suresh wadkar:
chalte chalte Raahoon ki dhoop mein
saathi mil jaaye koi saayaa banke

Kavitha Krishnamurthy:
Manjil aaye naa aaye
yaaa koi thoofan aaye
dilwaaloon ko ye jeena sikhaaye

Suresh wadkar:
Pyar yeh jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuch aisa hai
kabhi dard ye deta hai, kabhi chain ye deta hai
kabhi ghum deta hai, kabhi khushi deta hai

Kavitha Krishnamurthy:
Pyar yeh jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuch aisa hai
kabhi dard ye deta hai, kabhi chain ye deta hai
kabhi ghum deta hai, kabhi khushi deta hai

No comments:

Labels