Thursday, August 9, 2007

Pukar - Suntha hein

Your Ad Here

Swarnalatha:
He he hee.....he he he
he he hee.....he he he

Udit Narayan:
Suntha hai mera khuda,
dilon jaan se chahu
tujko yaara dilruba

Suntha hai mera khuda,
dilon jaan se chahu
tujko yaara dilruba

Ye jindagi tere liye, tere liyeee...
aur tu mere liye, dil ki sada hai

Kavitha Krishnamuthy:
Suntha hai mera khuda,
dilon jaan se chahu
tujko yaara dilruba

Sajan sun thu bhi itna
ki thu hai mera sapna
thu hee tho haimeri aarjooo...

Udit Narayan:
Sanam ye bhaate kaisi
Kaha meri kismat aisi
ke ban jaoon teri aarjooo...

Kavitha Krishnamuthy:
Kaho tho mein tere aage
kamar beech gajra bhaande
doloon nasheelee chaal se

Udit Narayan:
Adaa hai aisi kaatil
sahega tho kaise yeh dil
taras khao mere haal pe

Kavitha Krishnamuthy:
Suntha hai mera khuda,
dilon jaan se chahu
tujko yaara dilruba

heee Suntha hai mera khuda,
dilon jaan se chahu
tujko yaara dilruba

Udit Narayan:
Ye jindagi tere liye, tere liyeee...
aur tu mere liye, dil ki sada hai

Swarnalatha:
Ho ho hooo.....ho ho ho
ho ho hooo.....ho ho ho

Kavitha Krishnamurthy:
Yeh dil bhute he dil hai
yahan kaante sab gul hai
ye raste hai apne pyar ke

Udit Narayan:
Ha kahu kya par mein itna
kadam dekh kar he rakhna
kaheen koi tokar naa lage

Kavitha Krishnamurthy:
Jo mil gaye dho dil aise
judha ye phir honge kaise
hamaari kahaani hai yaheen
Udit Narayan:
Mujhe bhi ab kya karna hai
Tujee pe jeena marna hai
ke ab jindagaani hai yaheen

Swarnalatha:
He he hee.....he he he
he he hee.....he he he

Ho ho hooo.....ho ho ho
ho ho hooo.....ho ho ho

No comments:

Labels