Pardes - Meri mahbooba
1st Stanza
Kisi roz tumse, mulaqat hogi
meri jaan us din, mere sath hogi
magar kab na jaane, yeh barsat hogi
mera dil hai pyaasa, mera dil akhela
zara tasveer se tu
nikalke saamne aa
meri mehbooba
meri taqdeer hai tu
machalke saamne aa
meri mehbooba
meri mehbooba, meri mehbooba, meri mehbooba
meri mehbooba, meri mehbooba
2nd Stanza
nahin yaad kab se, magar main hoon jab se
mere dil main teri, mohabbat hai tab se
main shaayar hoon tera
tu meri gazal hai
badi bekarari
mujhe aaj kal hai, mujhe aaj kal hai
Play lines 5 to 12 again...
Play 1st Stanza again...
bhala kaun hai woh, hamen bhi batao
yeh tasveer uski, hamen bhi dhikaao
ye kisse sabhiko
sunaate nahin hain
magar doston se
chupate nahin hain, chupate nahin hain
tere dard yeh dil ki
dava hum karenge
na kuch kar sake to
dua hum karenge, dua hum karenge
tadap kar aayegi woh
tujhe mil jaayegi woh
teri mehbooba
teri mehbooba, teri mehbooba, teri mehbooba
teri mehbooba, teri mehbooba
Kisi roz tumse, mulaqat hogi
meri jaan us din, mere sath hogi
magar kab na jaane, yeh barsat hogi
mera dil hai pyaasa, mera dil akhela
zara tasveer se tu
nikalke saamne aa
meri mehbooba
meri taqdeer hai tu
machalke saamne aa
meri mehbooba
meri mehbooba, meri mehbooba, meri mehbooba
meri mehbooba, meri mehbooba
2nd Stanza
nahin yaad kab se, magar main hoon jab se
mere dil main teri, mohabbat hai tab se
main shaayar hoon tera
tu meri gazal hai
badi bekarari
mujhe aaj kal hai, mujhe aaj kal hai
Play lines 5 to 12 again...
Play 1st Stanza again...
bhala kaun hai woh, hamen bhi batao
yeh tasveer uski, hamen bhi dhikaao
ye kisse sabhiko
sunaate nahin hain
magar doston se
chupate nahin hain, chupate nahin hain
tere dard yeh dil ki
dava hum karenge
na kuch kar sake to
dua hum karenge, dua hum karenge
tadap kar aayegi woh
tujhe mil jaayegi woh
teri mehbooba
teri mehbooba, teri mehbooba, teri mehbooba
teri mehbooba, teri mehbooba
No comments:
Post a Comment