Thursday, August 9, 2007

Dil to paagal hein - Boli si surath

Your Ad Here

1st Stanza

Bholi si surat, aankhon men masti, door kahin sharmaye, aye hai
ek chalak dikhlaye, kabhi kabhi anchal, mein chup jaye, aye hai
meri nazar se, tum dekho to, yaar nazar woh, aaye

2nd Stanza

ladki nahin hai, woh jaadu hai, aur kahan, le jaaye
raat ko mere, khwab men aayi, woh zulfen, bikhraye
aankh kuli to dil chaha phir neend mujhe aa jaye
bin dekhe, yeh haal hua, dekhoon to kya ho, jaye

Play 1st Stanza again...

sawan ka, pehla badal, uska kajal, banjaye
mauj ute, saagar men, jaise aise kadam, utaaye
rab ne jaane, kis mitti se, uske ang, banaye
cham se kaash, kahin se mere, saamne woh, jaaye

No comments:

Labels