Thursday, August 9, 2007

Dil to paagal hein - Arey re arey

Your Ad Here

1st Stanza
1 Are re are yeh kya hua, main ne na yeh jaana
2 Are re are ban jaye na, kahin koi afsana
3 Are re are kuch ho gaya, koi na pehchana
4 Are re are banta hai to, ban jaye afsana

2nd Stanza
5 hath mera tham lo, sath jab thak ho
6 baat kuch hoti rahe, baat jab tak ho
7 saamne baite raho tum, raat jab tak ho

Play 1st Stanza again...
naam kya den kya kahen, dil ke mausam ko
aag jaise lag gayi, aaj shabnam ko
aisa lagta hai kisi ne, choo liya humko

Play 1st Stanza again...
tum chale jaao zara, hum sambhal to len
dhadkanen dil ki kahin, na machal jayen
waqt se aage kahin, na hum nikal jaayen

No comments:

Labels