Thursday, August 9, 2007

Dil se - Aye ajnabi

Your Ad Here

Mahalakshmi:
ho.. ho.. pakhi pakhi pardesi
pakhi pakhi pardesi
pakhi pakhi pardesi
pakhi pakhi pardesi
pakhi pakhi pardesi
pakhi pakhi pardesi

Udit Narayan:
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
thu kaheen, tukdoon mein, jee rahee hai
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se

Roj roj resham see hawa
aate jaate kahtee hai batha
resham see hawa kehthi hai batha
woh jo dhu dhu dhuli maasoom kali
woh hai kaha kaha hai, woh roushni kaha hai
woh jaansi kaha hai
mein adhoora, thu adhoori, jee rahi hi
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
thu kaheen, tukdoon mein, jee rahee hai
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se

Mahalakshmi:
Pakhi pakhi pardesi
Pakhi pakhi pardesi
Pakhi pakhi pardesi
Pakhi pakhi pardesi

Udit Narayan:
Thu tho nahi hai lekin, tera muskhuraahat hai
chehra kaheen nahi hai par teri aahatein hai
thu hai kaha kaha hai, tera nishaa kaah hai
mera jahaan kaha hai
mein adhoora, thu adhoori, jee rahi hi
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
mein yahan tukdon mein jee raha hoon
thu kaheen, tukdoon mein, jee rahee hai
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se
aye ajnabee, thu bhee kabhee
aawaaj dhe kaheen se

No comments:

Labels